BestGhazals.NET: Read Urdu poetry in Roman English, Urdu and Devnagari Hindi

BestGhazals.NET: Read Urdu poetry in Roman English, Urdu and Devnagari Hindi

Search BestGhazals

Saturday, June 02, 2007

Amir Minai's ghazal: Guzishta khaak-nashinoN ki yaadgaar hun main...


Amir Minai, a Lucknow-born master poet, was the contemporary of Dagh Dehlvi and is known for his perfection on the ghazal genre. He passed away in 1900.

Read his ghazal:

गुज़िश्ता ख़ाक-नशीनों की यादगार हूँ मैं
मिटा हुआ सा निशान सर-ए-मज़ार हूँ मैं

निगाह-ए-करम से मुझको न देख ऐ दोज़ख
खबर नहीं तुझे किस का गुनाहगार हूँ मैं

फिर उसकी शान-ए-करीमी के हौसले देखे
गुनाहगार यह कह दे, गुनाहगार हूँ मैं

बडे मज़े में गुज़रती है बेखुदी में अमीर
खुदा वोह दिन दिखाए कि होशियार हूँ मैं


अमीर मीनाई

guzishtaa Khaak-nashiinoN kii yaadgaar huuN maiN
miTaa huaa saa nishaan sar-e-mazaar huuN maiN

nigaah-e-karam se mujhko na dekh aye dozaKh
Khabar nahiiN tujhe kis ka gunahgaar huuN maiN

phir uskii shaan-e-kariimii ke hausle dekhe
gunaahgaar yah kah de gunaahgaar huuN maiN

baDe maze meN guzartii hai beKhudii meN amiir
khudaa voh din na dikhaaye ki hoshiyaar huuN maiN

Ameer Meenai

Popular Posts